Khanewal Bazar App — Aksar Pooche Jaane Waale Sawalaat (FAQ)
Aapke Zehan Mein Bhi Yahi Sawaal Honge! Q: Kya yeh app bilkul free hai? Haan, 100% free. Download karna free, account banana free, shop banana free, post karna free. Koi hidden charges nahi. Q: Kya main apna purana saman bhi…



